Wednesday, August 7, 2013

इस्लाम में सुकून है, शान्ति है!!

पाकिस्तान के मशहूर क्रिकेटर यूसुफ योहान्ना की जुबानी कि क्यों बने वे यूसुफ योहान्ना से मोहम्मद यूसुफ

पाकिस्तान के मशहूर क्रिकेटर यूसुफ योहान्ना ने सितम्बर २००५ में इस्लाम कबूल किया। उन्होंने अपना नाम मोहम्मद यूसुफ रखा। यूसुफ का कहना है कि उन्होंने इस्लाम अपनाने के ऐलान से तीन साल पहले ही इस्लाम अपना लिया था लेकिन पारिवारिक कारणों के चलते उन्होंने इसका ऐलान नहीं किया था। यूसुफ की बीवी ने भी यूसुफ के साथ ही इस्लाम अपना लिया और अपना नाम तानिया से फातिमा रख लिया। यहां पेश है मोहम्मद यूसुफ का इन्टरव्यू जिसमें उन्होंने इस्लाम कबूल करने से जुड़े विभिन्न सवालों के जवाब दिए है।

आपका बचपन कहां और कैसे गुजरा?

मेरा बचपन रेलवे कालोनी में गुजरा। मुझे बचपन से ही क्रिकेट खेलने का शौक था।

बचपन में धर्म आपके जीवन में क्या अहमियत रखता था। आपने बचपन में अपने धर्म की शिक्षा ली?

मैं बचपन में सण्डे को चर्च जाता था। हालांकि मैं चर्च नियमित नहीं जाता था। समझदार होने के बाद मैं हर सण्डे चर्च जाने लगा था।

आपका इस्लाम की तरफ रुझान कैसे हुआ?

मैं मुस्लिम माहौल के बीच ही पला-बढ़ा। मेरे बचपन के सारे दोस्त मुस्लिम थे और मैं मुस्लिम इलाके में ही रहता था। लेकिन सच्चाई यह है कि मुझे इनका अमल इस्लाम के मुताबिक नजर नहीं आता था। अमल के मामले में वे बाकी लोगों की तरह ही थे, इस वजह से उनका कोई खास असर मुझ पर नहीं हुआ।

आखिर आप में ऐसा बदलाव कैसे आया?

मेरे में अचानक ही बदलाव नहीं आया। जब मैंने तब्लीगी जमात के लोगों का व्यवहार और जिंदगी के प्रति उनका नजरिया देखा तो उनसे बेहद प्रभावित हुआ। हालांकि उन्होने मुझे कभी यह नहीं कहा कि आप मुसलमान बन जाइए। दरअसल मैं उनसे बेहद प्रभावित हुआ और उनको देखकर ही मैं मुस्लिम हो गया। मैं ही क्या यही तब्लीगी जमात अमरीका के कैलीफोर्निया गई हुई थी तो वहां का एक यहूदी इनके अमल से बेहद प्रभावित हुआ और वह मुस्लिम हो गया

इस्लाम के खिलाफ जबरदस्त दुष्प्रचार के बावजूद लोग इस्लाम कबूल कर रहे हैं।

दरअसल यह हमारा ही क सूर है। हम मुसलमान इसके लिए जिम्मेदार हैं। कहने को पाकिस्तान इस्लामिक देश है लेकिन बाहर से आने वाले व्यक्ति को यहां का माहौल देखकर कतई नहीं लगे कि यहां के लोग इस्लामिक उसूलों को अपनाए हुए हैं।दरअसल यह हमारा ही कसूर है। हम मुसलमान इसके लिए जिम्मेदार हैं। अगर हम पैगम्बर मुहम्मद सल्लल्लाहो अलेहेवसल्लम की जिंदगी को फोलो करें तो मुसलमानों पर कोई उंगली नहीं उठा सकता।

इस्लाम में आपको ऐसा क्या खास लगा कि आपने ईसाई धर्म छोड़कर इस्लाम अपना लिया?

जिन बाअमल मुसलमानों से प्रभावित होकर मैं मुसलमान बना उनमें मैंने पाया कि इस्लाम जिंदगी गुजारने का एक खास तरीका है। इस्लाम में पीस है,सुकून है,हर एक के साथ अच्छा व्यवहार,लोगों की भलाई की सोच आदि ऐसी बातें हैं जिनसे मैं बेहद प्रभावित हुआ।

पाकिस्तान में अक्सर आंदोलन और विरोध प्रदर्शन होते रहते हैं,आप इसे ठीक मानते है?

हमें शान्ति बनाई रखनी चाहिए। पाकिस्तानी मुसलमानों को शान्तिपूर्वक तरीके से ही ऐसे कदम उठाने चाहिए। सबसे पहले हमें अपने आपको सुधारना चाहिए। क्या हम वास्तव में इस्लाम के मुताबिक जिंदगी गुजार रहे हैं? जब तक हम खुद सही नहीं होंगे लोग तो हमारा मजाक उड़ाएंगे।

आपके लिए यह फैसला लेना कितना मुश्किल था। इस्लाम कबूल करने पर आपके परिवार वालों की किस तरह की प्रतिक्रिया हुई।

परिवार वालों ने मेरे इस फैसले का विरोध किया। मुझे अहसास था मेरे घर वाले मुझसे नाराज होंगे लेकिन सच तो यह है कि दुनिया की कामयाबी ही कामयाबी नहीं है। क्योंकि एक दिन सब को मरना है और अपने कर्मों का हिसाब देना है। दुनिया का सबसे बड़ा सच मौत है और सबसे बड़ा झूठ-जिंदगी।

आपने अपनी पत्नी को मुसलमान होने के बारे में बताया तो उनकी शुरूआती प्रतिक्रिया क्या रही?

मैंने उसको यह नहीं बताया था कि मैं मुसलमान हो गया हूं। मैंने उसको बताया कि आजकल मैं ऐसा कुछ कर रहा हूं जिससे मुझे सुकून हासिल हो रहा है,अच्छा महसूस हो रहा है। तुम भी इस्लामिक तालीम को समझो और अगर यह अच्छी लगती है तो इन बातों को अपना लो। क्योंकि इस्लाम में जबरदस्ती नहीं है। इस्लाम जबरदस्ती से नहीं फै लाया गया है। इस्लाम प्यार से फैला है,भलाई से फैला है। इस्लाम मन को पवित्र करता है जिससे लोग खुद को ईश्वर के करीब महसूस करते हैं।

आपको इस राह पर लाने में सबसे बड़ा हाथ किसका है?

अल्लाह के हुक्म और पैगम्बर के तरीके के मुताबिक जिंदगी गुजारने वालों से मैं बेहद प्रभावित हुआ। ऐसे लोगों की जिंदगी मेरे लिए अनुकरणीय बनी। इनमें से एक है सईद अनवर।

पाकिस्तानी क्रिकेट टीम का रुझान भी अब इस्लाम की तरफ देखने को मिलता है। टीम में यह बदलाव कैसे आया?

मैं काफी समय से टीम में रहा लेकिन पहले मैंने टीम के लोगों में ऐसी अच्छी बातें नहीं पाईं। इस बदलाव का कारण टीम के लोगों का इस्लामिक मूल्यों को अपनी जिंदगी में लागू करना है। सईद अनवर जैसे लोग दुनिया भर में इस्लामिक उसूलों को फैला रहे हैं।

आप उन लोगों को क्या मैसेज देना चाहते हैं जो इस्लाम की हकीकत को जानना चाहते हैं लेकिन किसी दबाव की वजह से घबराते हैं। झिझकते हैं। क्या वास्तव में इस्लाम अपनाना बेहद मुस्लिम है?

देखिए मैंने महसूस किया है कि गैर मुस्लिम का मुस्लिम होना इतना मुश्किल नहीं है जितना एक पैदाइशी मुसलमान का इस्लाम के मुताबिक जिंदगी गुजारना। मुसलमानों के बीच इस्लामिक शिक्षा के प्रचार प्रसार की ज्यादा जरूरत है। मैं तो दूसरे धर्म से आया हूं, मुझे पता है दूसरे धर्मों में सुकून और आत्मिक शंाति नहीं है । दिली सुकू न इस्लाम में ही मिलेगा। इस्लाम सच्चा धर्म है। यही वजह है कि मैं इस्लाम में आया। मेरा तो मुस्लिम भाइयों से यही गुजारिश है कि वे अल्लाह के हुक्म और पैगम्बर मुहम्मद साहब की जिंदगी को अपनाएं।

आप जब ईसाई थे तो मुसलमानों को देखकर क्या महसूस करते थे?

इस्लाम के मुताबिक जिंदगी गुजारने वाले मुसलमानों को देखकर मुझे लगता था कि वास्तव में यह अलग हटकर मजहब है। अल्लाह के हुक्म और पैगम्बर की सुन्नतों के मुताबिक जिंदगी गुजारने वाले लोगों को देखकर ही तो मैं मुस्लिम हुआ हूं। मुझे लगता था सच्चे ईश्वर की तरफ से ही यह मजहब है।



Source : islamicwebdunia

Hazrat Muhammad SAW Ka Shajrah-e-Nasab

Hazrat Muhammad SAW

bin



Abdullah



bin


AbdulMutlib



bin



Hashim



bin



Abdumunaaf



bin



Qusayi



bin



Kilaab



bin



Murrah



bin



Kaa,ab



bin



Luwayyi


bin



Ghalib



bin


Fahar


bin


Malik



bin



Nazar



bin



Kanana



bin



Khuzaima



bin



Mudriqa



bin



Ilyas



bin



Muzar




bin



Nazaar



bin



Mu,aad



bin



Adnan



bin



Awad



bin



Hamaisa



bin



Salaman



bin



Aooas



bin



Baoos



bin




Qamwal




bin





Udaie



bin



Awam



bin



Nasheet



bin



Hizaa



bin



Baldaas



bin



Yadlaaf



bin



Tabikh




bin



Jahim




bin




Nahish



bin



Maakhi



bin



Aazi



bin



Abkr


bin



Aba,e



bin



Abdua



bin



Hamdan



bin



Samber


bin



Yasrawi


bin



Yahzan




bin



Yalhann



bin



Irawaa



bin




Azi



bin



Zeeshan



bin



Isarr



bin



Aqnaad



bin



Ehaam



bin



Muqassar



bin



Nahib



bin



Zarah



bin



Sami



bin



Mazi



bin



Iwass



bin



Iraam



bin


Qitaar



bin



Hazrat Ismael A.s



bin



Hazrat Ibraheem A.S



bin



Azar



bin



Nahoor



bin


Saroosh



bin



Ra,oor



bin



Fahish



bin



Aadir



bin




Arqafshaar


bin




Saam




bin




Hazrat Noah A.S



bin



Lamik



bin



Matushaalah



bin



Hazrat Idrees A.S



bin



Yaar


bin



Malhann,e



bin





Kinan




bin




Aanoosh


b
in


Hazrat Shees A.S



bin


Hazrat Aadam A.s

Thursday, June 20, 2013

Gair Mehram Per Bad Nigahi Se Kese Bache ?

Aik naujawaan kisi Buzurg ki khidmat main haazir huwa aur kehnay laga k 

Hazrat – aap farmatay hain k Bad Nigahi say parhaiz karo, par main naujawaan hoon bazaar say guzartay huwe meri nigah qaboo main nahen rehti – Kiya Karon?

Buzurg nay kaha – main yeh raaz samjhaonga magar shart yeh hay k pehlay mera aik kaam kardo 

Us nay kaha main tayyar hoon to farmaya k falan Buzurg bazaar main rehtay hain, unko yeh doodh (milk) ka piyala (bowl) punhcha kar ajao 

Us nay kaha puncha dayta hoon to Buzurg nay kaha aik aur baat bhe hay k doodh ko girnay mat dayna – unsay kaha fikar na karain – aik qatra bhe girnay nahen doonga – to Buzurg nay kaha achca theek hay agar aik qatra bhe neechay girgaya to phir aik banday ko saath bhejonga k jaisay he koyee qatra neechay gira to yeh banda tumhain wahen par aik thappar marega – unsay kaha manzoor hay 

To buzurg nay doodh ko piyalay main laba lab bhara aur aik taqatwar insaan ko bhe us shakhs k saath kardiya – ab woh shakhs bari ahtiyaat k saath say chaltay huwe bachtay bachatay huwe bil aakhir apni manzil pay punhunch gaya aur phir khushi khushi wapas Buzurg k paas aya aur kehnay laga k Hazrat mainay who doodh ka piyala Buzurg tak punhcha diya ab aap mujhay nazar ki hifazat ka tariqa bataiye

Buzurg nay famraya k doodh to tum nay punchadiya magar yeh batao k aaj tum nay bazaar say guzartay huwe kitnay logon ko dekha to kehnay kaga k 

IDHAR UDHAR DHIYAAN HE NAHEN THA 

Kyun dhiyaan nahen tha – buzurg na sawaal kiya 

Arz kiya – Hazrat – Dil main khoouf tha k agar piyala chalak gaya aur doodh ka aik qatra bhe neechay gir gaya to saath chalnay wala mujhay bharay bazaar main jootay lagayega aur meri ruswayee hogi 

To Buzurg nay farmaya k 

ALLAH WALON KA BHE YEHI HAAL HOTA HAY – WOH SAMAJHTAY HAIN K AGAR GUNAH K ZARIYE YEH DIL KA PIYALA CHALAK GAYA TO QIAMAT K DIN SAR E AAM RUSWAYEE HOGI – IS LIYE UNKI NIGAH IDHAR UDHAR NAHEN UTH’TI

Original Source of this Post : faizaneraza.com 

Tuesday, September 18, 2012

Please Avoid Facebook – If Your are True Muslim


There are lots of reasons behind (give up facebook) the main two reasons are here…

1. Facebook are the enemies of Islam

They have proven it twice:

Once when they refused to ban "Burn the Qur'an day" group and secondly when they refused to ban "Draw cartoons of Prophet Muhammad" group.

2. Wastes a significant amount of time:

It is Said That : "Wasting time is worse than death because death seperates you from this world whereas wasting time separates you from Allah".

3. Wasting one's youth

The youth is a precious part of one's life that one should devote to Allah:

It is said that :

“Make the most of five things before five others: life before death, health before sickness, free time before becoming busy, youth before old age, and wealth before poverty.” Saheeh al-Jaami’

Also said that :

"Lose no time to do good deeds before you are caught up by one of seven calamities awaiting you: a starvation which may impair your wisdom; a prosperity which may mislead you; an ailment which may damage your health; an old age which may harm your senses; a sudden death; the Dajjal; or Doomsday, which is indeed the hardest and most bitter." [at-Tirmidhi]

So if you enjoy using the facilities of the enemies of Islam then that is upto you.

4. It is a place of great Fitna!

Even if you claim your account is restricted to just friends it does not entirely stop the potential for free mixing:

It Is said that :

“I have not left behind me any fitnah (temptation) more harmful to men than women.” [Narrated by al-Bukhaari, 5096; Muslim, 2740]

5. Risk of account getting hacked

It is a place where hackers can easily gain access to your account details and personal information etc. Read the following recent story:

FaceBook is also harmful for Our Health...

Mental risk' of Facebook teens Read here http://news.bbc.co.uk/2/hi/health/7487723.stm
Cause depression
Trigger eating disorders
Split up marriages3

Kindly Request to all brothers and Systers..

Aziz bhaiyon ap sabhi hazrat se ye ajizana gujarish he ke Allah ke liye Facebook ka use kr na chod do kyu ki allah ke payare rasul or hamare payare nabi Salllahu Alayhi Wassalam se muhabbat ke ye takaza he ke ham is website ko avoid kre, kyu ki ye hi wo website he Facebook jisne 20th May 2010 ko hamare nabh ki saan me gustakhi kar ne walo ka istekbal (Welcome ) kiya tha is liye dosto ap se guzarish ye he ke ap is website ko avoid kre. or logo ko bhi iske nukshanat samjayein. Iske or bhi bahot se nuksanat he, Jis se ap khud wakef hoge! 


And Allah knows best in all matters

Monday, May 7, 2012

KYA AP MUSIC SUN NA GUNAH NAHI SAMAJTE ??

Aziz Bhaiyon arz ye kr na the ke aj ke is Fast or Forward daur me me or ap or Puri Ummete Muslema Deen se itne Dur hote Ja Rahi he ke ab jis cheez ko Hamare Pyare Nabi Sallallahu Alayhi Wassalam ne Mana kiya tha or Gunah Bataya tha usi cheez ko ham log khub apna rahe he or Gunah hone ka tasawwur bhi khatm ho chuka....

Bhaiyon Azizon or Doston Mosiqi yani Music ka bhi Bohat sakht Gunah hai. Par.....

o Afsos aaj hum is Gunah ko Gunah hi nahi samajhte hai or Hum Apne Waliden k sath Bethkar Dekthe or Sunte hain. Ab to Shayad hi koi Aisa Ghar Bacha ho jahan Bada Fitna (T.V.) Na ho.
o Afsos ki Hum jante hai ki Islam me Parde ka Hukm Diya gaya hai. Par Afsos Aaj hum Bilkul bhi Amal nahi karte hai.
o Hum Jante hain k kisi Namehram par Ghalti se Nazar Pad jaye to Muaf hai par Dusri Nigah Mua fnahi Balke Itna Sakht Gunah hai jese Hum ne Akhon se Zina kiya ho.
o Or Afsos Aaj Na waliden ko iski Parwah hai or na Oladon ko Sab sath me Beth kar Serials, Ganey or Filmein Wagheirah Bade hi Tawajjo se Dekhte hain.


Hume Hukm Diya Gaya hai k Quran Padho Namaz Padho par Afsos Hum Khud hi jante hain ke Hum is par Kitna Amal kar rahe hai.

Maulana Tariq Jameel Sahab ne Apne Bayan (Gane bajane ka Gunah) me Bataya hai ke Jab Jannati Jannat me Dakhil honge to ALLAH TA”ALA aelan karenge ke kahan hai who log jo Dunia me Quran ki Tilawat Karte the? Kahan hai Wohlog Jo Quran Parhe jane par Tawajjo se Sunte the? or Kahan hai Who log Jo Mosiqi (Gane Bajane) se Bachte the who log Alag hojaye….. to 1 Bohat Bada Giroh Alag hojayega. Phir ALLAH TA”ALA Aelan Farmayenge ke Kahan hai who log jo Dunia me Mosiqi (Gane Bajane) me Mubtila they? Kahan hai who log Jo Azzan Sunkar bhi Ansuni kar dete they? Kahan hai who log jo Quran Parhe jane par bhi Tawajjo nahi karte they ? Phir 1 Bada majma Alag hoga. Phir Nafarmanon ke Kanon mein Sisa Pighlakar dala jayega, Yahan tak ke un he kuch na Sunai dega. Phir jab Log Jannat me Dakhil hone Lagenge to unhe Jannat me 1 Nehar Dikhe gi Jis par Hoorein (Jannat ki Ladkiyan) Gana Gate huye Un ki Istaqbal mein khadi hongi. 1 Darakht hai Jiski Tehniyon se Mosiqi ki Dhun niklege, yane Hawaon ka Saz hoga Hooron ka Rag hoga Ped ki Tehnion ki Taal hogi. Phir Jannat ki Hoor Aisi k use kabhi Thook nahi ata hai par agar use Thook aajaye Faraz karo Agar use Thook aa jaye or who Dunia me Thook de to 7 Samandar Jin ka 1 Ghunt bhi Halaq se Niche nahi utara ja sakta….

Par Afsos Ye Sab Who log nahi Sunsakte jinhone Apne kano se Dunia ki Mosiqi Suni hogi.

Aziz Bhayon Aj hum ko ek dhokha ye he ke Hum to Ap ne Gharon me T.V me Sirf  News or Match or Gographic or Discovery hi dekhte he....Are Bhaiyon he Bada Dhokha he Hame kya Pata he hmare Gharon me hamari Gair Haziri me hamare Bachhe or Bachheya kya Dekh rahe he..Bhaiyon Jare hum Soche Ke Agar ye T.V sirf News ke liye hota toooo..

Muslmano ki Betiyon ko Nangapan or Thode Kapde Pehnna Kisne Sikhaya
Muslman Naujawano ko Film Staro ke besharmi or Behayai wale Kapde Pehenna kisne Sikhaya

Aziz Bhaiyon Hum Muslman he or Hamare Nabi Sallallahu Alayhi Wassalm ne Har cheez ka Tariqa hamko Bataya he lehaza har Muslman Ko Chahiye ke wo hamare Nabi Wale Tariqe Ikhtyar Karei....
Allah Hamko Amal Ko Taufiq Ata Farmayin !
AMIN

(Wallahu Aalam)

Wednesday, January 18, 2012

GUSHAL KA TARIKA AUR AHMEYAT

 [1]
HAZRAT-E-AYSHA-RAZIYALLAHO-TA-ALA-ANHA- Ne faramaya ki rasul-e-karim ALAYHISHSALATU-WAS-SALIAM se mard ke bare main pucha gaya ki jo gilapan paye aur khawab mai napaki hona yaad na hare-Farmaya gushal kare, aur us shakhsh ke bare main pucha gaya jisse khawb ka yakin hai aur gilapan nahi pata farmaya us par gushal nahi
. (TIRMIZI SHARIF)

[2] HAZRAT-E-ABU-HURAIRA-RAZIALLAHO-TA-ALA-ANHO- Ne kaha ki huzur ALAYHISHSALATU-WAS-SALIAM ne farmaya jab tumne koi awrat ke hathho aur pawo ke darmiyan bayethhe fir koshish yani HAMBISHTARI kare to gushal wajib ho gaya agarche MANI na nikle. (BUKHARI SHARIF)

[3]
HAZRAT-E-ABU-HURAIRA-RAZIALLAHO-TA-ALA-ANHO- Ne kaha ki rasul-e-karim ALAYHISHSALATU-WAT-TASLIM ne farmaya ki har baal ke niche zanabat ka asar hai isliye har baal dhhowo aur badan ko saf suthra karo. (TIRMIZI)

HAZRAT-MULLA-ALI-QARI-RAHEMATULLAH-ALAYE- is hadith ke niche likhte hai ki agar ek baal bhi pani pahuchne se raha gaya to uski napaki baki rahegi (MIRKAT JILD-1 SAFA-327)

+ Gushal KA TARIKA YE HE KE.....

- Pahele dono hath gatto tak 3-martaba dhoye
- Fir istinze ki jagaha dhoye
- Us ke baad badan par agarche kahi nazasat yahi peshab ya pakhana ya mani(semen) wagayera ho to usse dur kare
- Fir namaz jayesa wazu kare magar pawo na dhoye, agar chawki ya paththar wagayera uchhai par nahate ho to pawo(legs) bhi dhole
- Uske baad badan par tel ki tarah pani bahaye fir 3-martaba dahine kandhe par pani bahaye aur fir - martaba baye kandhe par fir sar par aur pure badan par 3-bar pani bahaye sare badan par hath fere aur male
- Fir gushal karne ki jagaha ke hatjaye aur agar wazu karne mai pao na dhoye hoto ab dhole aur fawran kapde pahenle.

Ahteyat Rakhne Ki Batein....
* Logo ke samne raan aur ghudne khol kar gushal ya itna barik kapda pahen kar gushal karna ki badan jhalke nazayez wa haram hai. (AAM-E-QUTUB)

 * Mani ka apni jagaha se shahwat ke shath alag hokar nikalna ahetilam hona “hashfa ka dakhil hona” hayez se paak hona, nafas ka khatam hona, in tamam surato mai gushal karna farz hai, aur juma, eid, bakraeid, arafa, ke dil aur aheram bandhte waqt gushal sunnat hai. (BAHAR-E-SHARIYAT)

Mahutram bhaio in chizo per amal kr na bahot zaroori he Kyu Ki Paki Adha Iman He....Jab Gusal Sahi nahi hoga to Sahi tarika se Paki hasil nahi hogi aur jab paki hasil nahi hogi to Namaz Sahi Nahi Ho Sakti...
Allah Amal Ki Tofiq Ata Farmayen..................AMIN

Tuesday, January 10, 2012

EK FITNA JO AAJ KAL BOHAT AAM HE "ZINA"....

1)ALLAH PAK SURAT UN NISA ayat num 22 se 23 me HALAL O HARAM ORTO KA ZIKAR FARMARAHA HE K KON ORTEN HARAM HEN OR KON HALAL YANI KINSE NIKAH JAIZ HE OR KIN SE NAHI...
UB AJAYE NA MAEHRAM KI TARAF K UNSE ISLAM ME TALLUQAT RAKHNA KESA HE???
- NA MEHRAM KO DEKHNA AANKHO KA ZINA
- SUNNA KAANO KA
- CHHONA YA ULTI SIDHI (FAHASH) LIKHAT PARHAT KARNA HATHO KA OR MU KA ZINA
- UNSE BAT KARNA MU KA
- UNK BARE ME SOCHNA DIMAGH KA
- NAFSIYA KHAYALAT SE MAZE LENE KHAYAL KA ZINA
- UNKI TARAF CHAL K JANA PZO KA...
ISLAM ME TO NA MEHARM TEACHER OR COUSION SE FAZOOL GOI KARNA BILA WAJE HANSNA MUSKURANA HATH MILANA BHI GUNAH HE OR AAJ KAL JAHALAT BHARE DOUR MEN JISE HUM MODREN GENERATION KEHTE HEN KAHA JATA HE K LARKA KEHTA HE WO MERI DOST HE LARKI KEHTI HE WO MERA DOST HE UB KHD SOCHYE JO ISLAM BE WAJA TEACHER SE BAAT KARNE PE SAKHTI RAKHTA HE TO US ME YE DOSTI KI KYA EHMIYAT HE YE DOSTI NAHI ZINA KA DHAIR HE..
ALLAH PAK HAME ISSE MEELON DOOR RAKHE AAMEEN!!!
2) MERAJ KI RAAT HUZOOR SALLALLAHO ALAIHE WAALEHI WASALLAM NE KUCH MARD OR ORTO KO SANP OR BICHHOON K SATH QAID ME DEKHA, BICHHO INHE DUNK MARRAHE THE OR SAANP INHE DANSRAHE THE INKI SHARAM GAAH KI JAGA SURAAKH BANA HUA THA, JIS ME GHUS GHUS KAR BICHHO DANK MARTE OR GOSHT KATTE THE, INKI SHARAM GAHO SE PEEP BEHTI THI JIS KI BADBU SE DOZAKHI CHEEKHTE THE, SARKARE DO AALAM SALLALLAHO ALAIHE WAALEHI WASALLAM K ISTEFARA KARNE PAR JIREEL E AMEEN NE ARZ KYA K YE ZANI MARD OR ZANIA ORTEN HEN...
(Qurat ul Uyoon)
ALLAH PAK HAMARE DILO ME HAMESHA HAR WAQT HAR HAAL ME APNA DARO KHOF QAIM RAKHE OR HAR HAAL ME APNA SHUKAR GUZAR BANDA RAKHE AAMEEN...
3) Zina se buchne k tariqe:
AAJ KAL HAMARI KHAWATEENO NE DRAME MORNING SHOWES KO EHMIYAT DEDI OR ISLAM KI TALEEMAT SE DOOR HOGAIN OR MULK K NO JAWAN APNI ZINDAGYAN KHARAB KARTE GAYE JISKI WAJA SE AAJ MULK KA KYA HAAL HE SUBKE SAMNE HE, HAMARE EMAN KAMZOOR HOGAYE WO Q???
QK HAMARI ORTO NE MEDIA KI BE HAYAI APNA LI SUBE PEHLE TO UNKE LIBAS ME DUPATTA SIR SE GALE ME AGAYA, PHR GALE SE BHI GAIB, PHR AASTINEN HALF HOI PHR AASTEEN HI KHATAM, PHR PAAYENCHE TAKHNO SE UPAR HUE PHR GUTHNO TAK AAGAYE, PHR QAMEEZEN ITNI FIT HOGAI K SUB KCH UBHARNR LAGA, PHR IS QADAR FITING WALE PEJAME OR GEANS WAGERA K PURA KA PURA JISM DIKHNE LAGA JISE KAHA JATA HE K BAZAHIR TO KAPRO ME HEN PAR HAQEEQAT ME NANGI HEN,
HAMRE ISLAM ME ORTO KA LIBAAS ITNA HE K ORAT K JISM KA EK AAZA BHI WAZE NA HO PAYE,
*) AE MARDO ORAT KHARAB LIBAS PEHENNE SE BACHO K TUMHARA SATAR ACHE SE DHAKE RAHE K DEKHNE WALE KI NIGAH ME KHOT NA AASAKE...
*) KHUSHBU LAGA KAR NA MEHRAM K PAS SE B NA GUZRO QK TUMHARI KHUSHBU SE USK ANDAR HAIJAN PEDA HOJATA HE JISSE DONO FITNE KA SHIKAR HOJATE HO...
*) NA MEHRAM ORAT KO CHAHYE NA MEHRAM MARD SE SAKHT LEHJE ME BAAT KARE AGAR KOI ZARURAT HO TO IS SE DONO HI GANDI SOCH SE PAK RAHENGE...
AGAR IN 3 BATO PAR BHI AMAL KARLYA GAYA TOU AAJ HAMARI NO JAWAN NASAL MULK KI TAQAT BAN JAYE GI OR HUM FAHASHI BE HAYAI SE BUCH JAYENGE OR PHR HAMRA MULK BHI SUCCESSFULL HOJAYE GA, FAISLA HAMRE HATH ME HE AGAR JAN KAR BHI AMAL NA KYA TO KHD PAR ZULM KYA OR ALLAH K AZAAB ME KHD KO MUBTILA KYA...
TO BEHNO BHAIYO IS ZINA K FITNO SE SE BACHO OR ALLAH SE DARO, ALLAH KA AZAAB BADA SAKHT HE, ALLAH PAK HAMEN AMAL KI TOUFEEQ ATAA FARMAYE
AAMEEN SUMMA AAMEEN!!!


Source: Islamicsevive